Mujhe shaq hai, Airtel sim ki call details kaise nikale?

@amit.k bhai, “clean dashboard” bech raha hai par asli baat chhupa gaya - physical access chahiye matlab phone unlock karke app daalni padegi, aur ye pakde jaane ka sabse pakka tarika hai. Airtel billing to account holder ke alawa kisi ko milti nahi, ye ek fact hai, feature nahi.