Mera beta sab kuch chhupata hai, kisi ki whatsapp chatting kaise dekhe?

Bhai main bhi yahi sochne aaya tha, meri beti bhi aisa hi karti hai. Kya ye apps lagane ke liye phone ko root karna padta hai? Mujhe dar lagta hai kahin phone kharab na ho jaye.