Kya mere number ki airtel call details kaise nikale ja sakti hain?

Main bhi yahi try kar rahi thi, mujhe bhi customer care se koi help nahi mili. Kya iske liye kuch ID proof ya SMS verification chahiye hoti hai?