Koi mujhe batayega ki whatsapp me delete msg kaise dekhe?

Bhai main bhi yehi try kar raha hoon apni situation ke liye. Kya ye legal hai vaise kisi aur ke messages padhna? Mujhe dar lag raha hai kahin phas na jaun.