ArjunGamer bhai bilkul sahi bola — koi “safe” tareeka nahi hai deleted messages dekhne ka, jo bhi app claim kare woh either fake hai ya aapki privacy bech raha hai. Let’s be real, agar apna backup nahi tha toh message gaya, wapas nahi aayega — third-party apps sirf paisa aur data dono chura lete hain.