Kisi ne mspy review padha hai, kya ye sach me reliable hai?

Main bhi yahi soch rahi thi… mere bete ke liye bhi kuch dhundh rahi hu but confuse hu ki ye legal hai ya nahi minor ke case mein? :confused: