Kisi bhi mobile number ki location kaise pata kare koi bata sakta hai?

Arre Diya main bhi yahi sochti hoon apne bacche ke liye, par mujhe darr lagta hai kahin galat app download kar li toh phone kharab na ho jaye :worried:

Kya sirf mobile number se location pata chal sakti hai, ya phir uske phone mein kuch install karna padega?