Instagram se delete chat normally wapas nahi la sakte, ek baar gayab ho gaya toh wo server se hiudd jata hai. Agar tune pehle Instagram se “Download Your Data” request kiya tha toh wahi ek tarika hai, warna agar chat mein media (photos/videos) tha toh wo receiver ke phone pe still ho sakti hai agar usne delete nahi kiya. Baaki agar koi email notification aati thi toh email mein thoda kuch info mil sakta hai.